Saturday, 8 December 2012

Dharmendra Special

On his birth day (8 December 1935), 8th Dec. 2012. I am introducing every one to Mukesh with Dharmendra combination.

Dharmendra won the Filmfare new talent award and came to Mumbai from Punjab looking for work.[7] Starting with Arjun Hingorani's Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere (1960). He worked with Nutan in Soorat Aur Seerat (1962) and Bandini (1963)Dharmendra's most notable acting performance was Satyakam with Hrishikesh Mukherjee[12] and Sholay, where he appeared as the inimitable Veeru.[10] 

Civilian Awards- 2012 – Padma Bhushan, India's third highest civilian honour from the Government of India.

National Film Awards- 1991 – National Film Award for Best Popular Film Providing Wholesome Entertainment for Ghayal (Producer) 
Filmfare Awards-Winner
  • 1991 – Filmfare Award for Best Movie for Ghayal
  • 1997 – Filmfare Lifetime Achievement Award for his contribution to Indian Cinema.    
  • Nominated
  • 1965 – Filmfare Best Supporting Actor Award for Ayee Milan Ki Bela
  • 1967 – Filmfare Award for Best Actor for Phool Aur Patthar
  • 1972 – Filmfare Award for Best Actor for Mera Gaon Mera Desh
  • 1974 – Filmfare Award for Best Actor for Yaadon Ki Baaraat
  • 1975 – Filmfare Award for Best Actor for Resham Ki Dori
  • 1984 – Filmfare Best Comedian Award for Naukar Biwi Ka.       
  •   Mukesh songs in Dharmendra's acted films:- TOTAL 14 FILMS AND TOTAL 24 SONGS

    1.KYA BURA KIYA HAI HUZUR-DIL BHI TERA HUM BHI TERE-1960-KALYAN JI AANAD JI-K.L.PARDESI (MUSIC ASSISTANCE BY-LAXMIKANT PYARELAL)
    2.HAAN BURA KIYA HAI HUZUR MAINE-DIL BHI T.H.B.T.-1960-KALYAN JI AANAD JI-K.L.PARDESI (MUSIC ASSISTANCE BY-LAXMIKANT PYARELAL)
    3.MUJHKO IS RAAT KI TANHAAI MEIN-DIL BHI T.H.B.T.-1960-KALYAN JI AANAD JI-Shamim Jaipuri (MUSIC ASSISTANCE BY-LAXMIKANT PYARELAL)
    4.YE WADA KARE JAHAN BHI RAHEN-(+LATA)-DIL BHI T.H.B.T.-1960-KALYAN JI AANAD JI-K.L.PARDESI (MUSIC ASSISTANCE BY-LAXMIKANT PYARELAL)
    *5.BAHUT DIYA DENE WALE NE TUJHKO-SOORAT AUR SEERAT-1962-ROSHAN-SHAILENDRA 
    6.O JANE WALE HO SAKE TO LOUT KE-BANDINI-1963-S.D. BURMAN-SHAILENDRA
    7. NA JANE KAHAN KHO GAYA WOH ZAMAANA-BEGANA-1963-SAPAN JAGMOHAN-SHAILENDRA
    8.GORI NAIN TUMHARE KYA KAHNE-POORNIMA-1965-KALYAN JI AANAD JI-BHARAT VYAAS
    9.TUMHE ZINDAGI KE UJALE MUBARAQ-POORNIMA-1965-KALYAN JI AANAD JI-GULZAR
    10.HUMSAFAR MERE HUMSAFAR-(+LATA)-POORNIMA-1965-(G.S.KOHLI-ANJAAN)-OR-KALYAN JI AANAD JI-GULZAR 
    11.DIL NE PHIR YAAD KIYA-(+SUMAN KALYANPUR,MOHD.RAFI)-DIL NE PHIR YAAD KIYA-1966-SONIK OMI-G.S. RAVAL
    12 YE DIL HAI MOHABBAT KA PYASA-DIL NE PHIR YAAD KIYA-1966-SONIK OMI-G.S. RAVAL
    13.AASS AAYA HAI MUJHE PHIR YAAD VO-DEVAR-1966-ROSHAN-AANAD BAKSHI
    14.BAHARON NE MERA CHAMAN LOOT KAR-DEVAR-1966-ROSHAN-AANAD BAKSHI
    15.BUAPPA BUAPPA,ZINDAGI HAI KYA BOLO-(+KISHOR KUMAR,MAHENDRA KAPOOR)-SATYAKAM-1969-LAXMIKANT PYARELAL-KAIFI AAZMI
    16.INSAN HANSE YA ROYE (BACKGROUND/CASTING SONG)-KAHANI KISMAT KI-1973-KALYAN JI AANAD JI-RAJENDRA KRISHNA
    17.DHOTI LOTA AUR CHOWPATI-DHOTI LOTA AUR CHOWPATY (PITURIZED ON PREM NATH)-1975-SHAMJI GHANSHAM JI-HASRAT JAIPURI
    (AAJ JAGAT MEIN RAAMBAAN HAI-(NOT MUKESH, BUT NITIN MUKESH WITH MD.RAFI, MOHAN CHOTI)-DHOTI LOTA AUR CHOWPATY-1975--SHAMJI GHANSHAM JI-KULWANT JAANI
    18.BAAGON MEIN YE KAISE-CHUPKE CHUPKE-LATA)-(+1975-S.D. BURMAN-AANAND BAKSHI/MAJROOH SULTANPOORI
    19. PYAR KA BANDHAN KHOON KA RISHTA I (+LATA,CHORUS)-KHEL KHILARI KA-1977-KALYAN JI AANAD JI-RAJENDRA KRISHNA
    20. YE NA JANE LEKIN INKI RUG-II(+LATA)-KHEL KHILARI KA-1977-KALYAN JI AANAD JI-RAJENDRA KRISHNA
    21. IS KISMAT KE KAISE RANG NIRALE-(+LATA)-1977-KHEL KHILARI KA-KALYAN JI AANAD JI-RAJENDRA KRISHNA
    22. SAAT AJUBE IS DUNIYA MEIN(HAPPY)-DHARAM VEER-MD.RAFI,CHORUS-1977-LAXMIKANT PYARELAL-AANAND BAKSHI
    23. SAAT AJUBE IS DUNIYA MEIN(SAD)-DHARAM VEER-MD.RAFI,CHORUS-1977-LAXMIKANT PYARELAL-AANAND BAKSHI
    *24.MAIYAN MORI MAIN NAHI MAKHAN-CHARAN DAAS-1977-RAJESH ROSHAN-RAJENDRA KRISHNA
     

    MUKESH SINGS FOR DHARMENDRA

    TOTAL 8 OR 6 FILMS AND TOTAL 13 OR 11 SONGS

    1. MUJHKO IS RAAT KI TANHAAI MEIN-DIL BHI T.H.B.T.-1960-KALYAN JI AANAD JI-Shamim Jaipuri (MUSIC ASSISTANCE BY-LAXMIKANT PYARELAL)
    2.YE WADA KARE JAHAN BHI RAHEN-(+LATA)-DIL BHI T.H.B.T.-1960-KALYAN JI AANAD JI-K.L.PARDESI (MUSIC ASSISTANCE BY-LAXMIKANT PYARELAL)
    *3.BAHUT DIYA DENE WALE NE TUJHKO-SOORAT AUR SEERAT-1962-ROSHAN-SHAILENDRA 
    4.GORI NAIN TUMHARE KYA KAHNE-POORNIMA-1965-KALYAN JI AANAD JI-BHARAT VYAAS
    5.TUMHE ZINDAGI KE UJALE MUBARAQ-POORNIMA-1965-KALYAN JI AANAD JI-GULZAR
    6.HUMSAFAR MERE HUMSAFAR-(+LATA)-POORNIMA-1965-(G.S.KOHLI-ANJAAN)-OR-KALYAN JI AANAD JI-GULZAR 
    7.DIL NE PHIR YAAD KIYA-(+SUMAN KALYANPUR,MOHD.RAFI)-DIL NE PHIR YAAD KIYA-1966-SONIK OMI-G.S. RAVAL
    8.YE DIL HAI MOHABBAT KA PYASA-DIL NE PHIR YAAD KIYA-1966-SONIK OMI-G.S. RAVAL
    9.AASS AAYA HAI MUJHE PHIR YAAD VO-DEVAR-1966-ROSHAN-AANAD BAKSHI
    10.BAHARON NE MERA CHAMAN LOOT KAR-DEVAR-1966-ROSHAN-AANAD BAKSHI
    11.BUAPPA BUAPPA,ZINDAGI HAI KYA BOLO-(+KISHOR KUMAR,MAHENDRA KAPOOR)-SATYAKAM-1969-LAXMIKANT PYARELAL-KAIFI AAZMI
    12.BAAGON MEIN YE KAISE-CHUPKE CHUPKE-LATA)-(+1975-S.D. BURMAN-AANAND BAKSHI/MAJROOH SULTANPOORI
    *13.MAIYAN MORI MAIN NAHI MAKHAN-CHARAN DAAS-1977-RAJESH ROSHAN-RAJENDRA KRISHNA
     











    LYRICS-

    1. kya bura kiya hai huzoor maine
    haan thodi si pi hai zaroor maine
    kya bura kiya..............

    (i) samajhati hai duniya sharaabi mujhe
    yah kahati hai khaana-kharaabi mujhe
    na jaane kya kiya qasoor maine
    haan thodi si pi hai zaroor maine
    kya bura kiya.............

    (ii) ye thodi si pi na bala ho gaya
    zamaana bhi mujh pe khafa ho gaya
    yah pahala kiya hai qusoor maine
    haan thodi si pi hai zaroor maine
    kya bura kiya.............
    (iii) mai do jaam pi kar hi madhosh hoon,  magar ye to peete hain insaan ka khoon, azab dekha inka suroor maine,
    kya bura kiya hai huzoor maine
    haan thodi si pi hai zaroor maine
    kya bura kiya........

    *****************************************************************************************

    2. Mujhko is raat ki tanhai me aavaaz na do aavaaz na do, aavaaz na do 

    jiski aavaaz rula de mujhe vo saaz na do vo saaz na do, aavaaz na do

    (i) roshni ho na saki dil bhi jalaya maine tumko bhula bhi nahi laakh bhulaayaa maine main paresha hun mujhe aur paresha na karo aavaaz na do 

    (ii) Is kadar jald kiyaa mujhase kinaaraa tumane koi bhatakegaa akelaa ye na sochaa tumane chhup gae ho to mujhe yaad kiaayaa na karo aavaaz na do.

    **********************************************************************************

    3. mukesh : ye vaadaa karen jahaan bhii rahen -2 , lata : tum hamaare raho ham tumhaare rahen ye vaadaa karen do : ye vaadaa karen

    lata : kitanaa hasiin hai sapanaa meraa main bhii terii dil bhii hai teraa mu : dil ko milaa hai dil kaa sahaaraa saath na tute ab ye hamaaraa muskaraate qadam ham milaa ke chalen ye vaadaa karen la : tum hamaare raho do : ye vaadaa karen

    mukesh : gul hain hazaaron is gulistaan men tujhasaa na ko_ii saare jahaan men la : tujhase mohabbat merii hu_ii hai tum jo mile ho duniyaa milii hai har zamaane kii nazaren bachaa ke chalen ye vaadaa karen mu : tum hamaare raho do : ye vaadaa karen 

    *********************************************************************************************

    4. bahot diyaa dene waale ne tujhko -2 aanchal hi na samaaye to kyaa keeje,
    beet gaye jaise ye din rainaa, baaki bhi kat jaaye duaa keeje

    (i). jo bhi de-de maalik tu kar le qubool-2 kabhi-kabhi kaanton mein bhi khilte hain phool
    wahaan der bhale hain andher nahin, ghabraa ke yoon gilaa mat keeje
    bahot diyaa dene waale ne tujhko, aanchal hi na samaaye to kyaa keeje

    (ii) denge dukh kab tak bharam ke ye chor-2 are dhalegi ye raat pyaare phir hogi bhor
    kab roke ruki hai samay ki nadiyaa, ghabaraa ke yoon gilaa mat keeje
    bahot diyaa dene waale ne tujhko, aanchal hi na samaaye to kyaa keeje
    beet gaye jaise ye din rainaa, baaki bhi kat jaaye duaa keeje

    ********************************************************************************************* 

    5.O janewale ho sake toh laut ke aana yeh ghat too yeh bant kahi bhul naa jana..

    (i). bachpan ke tere mit tere sang ke sahare dhundhenge tujhe gali gali, sab yeh gham ke mare puchhegi har nigah kal tera thhikana, o jane wale..

    (ii). de de ke yeh aawaz koyi har ghadi bulaye fir jaye jo uss par kabhi laut ke naa aaye hai bhed yeh kaisa koyi kuchh toh batana.

    (iii). hai tera wahan kaun sabhi log hain paraaye, pardesh ki gardish mein kahin too bhi kho na jaaye, kanton bhari dagar hai tu daman bachana...o jaane wale

    ******************************************************************************** 

    6. Na jane kaha kho gaya wo jamana, yahi tha chaman me mera aashiyana
    mai kis kis se puchu khud apna thikana, yahi tha chaman me mera aashiyana
    na jane kaha kho gaya wo jamana, yahi tha chaman me mera aashiya, na jane kaha
    
    (i) wafao ke wade wohi bhul baithe-2
    jo kahte the mujhse mohabbat nibhana, yahi tha chaman me mera aashiyana
    na jane kaha kho gaya wo jamana, yahi tha chaman me mera aashiyana, na jane kaha
    
    (ii) mukaddar ke hatho hami kuch na sikhe-2, unhe aa gaya hamse aankhe churana 
    yahi tha chaman me mera aashiyana na jane kaha kho gaya wo jamana ....
    (iii) .....................................
    **************************************************************************** 
    7. Gori nain tumhare kya kahne-2,balon me sawan ki ghata, galo pe poonam ki chata
    ghunghta hata, gori nain tumhare kya kahne-2
    (i) chanchal chanchal chal tumhari, hirni dhokha khaye
    gora gora dekh ke mukhda, chanda chup chup jaye
    bat kare to phul chade, muskaye to rang bhare-2
    julm kare gori nain tumhare kya kahne 
    (ii) pal mein maare pal mein jilaye ...
    kabhi kabhi to pyaar kare kabhi kabhi takraar kare, ras ke bhare, 
    gori nain tumhare kya kahne 
    ******************************************************************************
    8.Tumhe jindagi ke ujale mubarak
    andhere hume aaj ras aa gaye hai
    tumhe pake hum khud se dur ho gaye the
    tumhe chod kar apne pas aa gaye hai
    tumhe jindagi ke.....
    
    (i) tumhari wafa se sikayat nahi hai
    nibhana to koi rawayat nahi hai-2
    jaha tak kadam aa sake aa gaye hai, andhere hame aaj ras aa gaye hai
    
    (ii) chaman se chale hai ye ilzam lekar
    bahut ji liye hum tera nam lekar-2
    murado ki manjil se dur aa gaye hai, andhere hame aaj ras aa gaye hai
    tumhe jindagi ke ujale mubarak, andhere hame aaj ras aa gaye hai
    tumhe pake hum khud se dur ho gaye the, tumhe chod kar apne pas aa gaye hai
    ******************************************************************************** 

     9. Hamasafar mere hamasafar, pakh tum paravaaz ham zindagi kaa saaz ho tum, saaz ki aavaaz ham

    hamasafar mere hamasafar, pakh tum paravaaz ham zindagi kaa git ho tum, git kaa adaaz ham 

    (i) aankh ne sharamaa ke kah di dil ke sharamaane ki baat pyaar ki tum itahaa ho pyaar ki aagaaz tum hamasafar mere hamasafar

    (ii) zikr ho jab aasamaan kaa yaa zami ki baat ho khatm hoti hai tumhi par ab kahi ki baat ho ho hasi tum, mahajabi tum naazani tum naaz ham hamasafar mere hamasafar 

    ***********************************************************************************

    KAHANI KISMAT KI

    10. insaan hanse yaa ro_e jo honaa hai so ho_e
    kyaa honaa hai kab honaa hai likhane vaalaa jaane
    kahaani kahaani qismat ki
    
    man hi man naadaan zamaanaa samajhe ke tadabir badi hai
    ye na socho qadam-qadam par raaste me taqadir khadi hai
    haar hai kisaki jit hai kisaki likhane vaalaa jaane
    kahaani kahaani qismat ki
    
    kabhi arsh hai kabhi farsh hai duniyaa ki rit puraani
    kahi pe saragam kahi pe maatam har ik shai hai aani-jaani
    kyun sukh-dukh ke mausam badale likhane vaalaa jaane
    kahaani kahaani qismat ki
    
    jivan ke jitane din hoge usame ik din kam na hogaa
    jisane raaz ye jaan liyaa hai phir usako ko_i gam na hogaa
    kab tak lagaa rahe ye melaa likhane vaalaa jaane
    kahaani kahaani qismat ki
    
    hote-hote bhi anahoni baat ko_i aisi ho jaa_e
    mazil par raahi jab pahunche dekhe to mazil kho jaa_e
    abhi haqiqat abhi hai sapanaa likhane vaalaa jaane
    kahaani kahaani qismat ki
    
    
    


     *=PICTURIZATION NOT CONFIRM
    http://www.hindigeetmala.com/movie/soorat_aur_seerat.htm 
    http://www.hindigeetmala.com/movie/dil_bhi_tera_hum_bhi_tere.htm
    http://www.hindigeetmala.com/movie/bandini.htm
    https://www.youtube.com/watch?v=a3Tfn0QZhsM 
    http://www.hindigeetmala.com/movie/purnima.htm 
    http://www.hindigeetmala.com/movie/dil_ne_phir_yaad_kiya.htm
    http://www.hindigeetmala.com/movie/devar.htm
    http://www.hindigeetmala.com/movie/satyakam.htm
    http://www.hindigeetmala.com/movie/kahani_kismat_ki.htm
    https://www.youtube.com/watch?v=IEy5c-wcFgo
    https://www.youtube.com/watch?v=XaTEQXFCPWI
    http://www.hindigeetmala.com/movie/chupke_chupke.htm
    http://www.hindigeetmala.com/movie/khel_khilari_ka.htm
    https://www.youtube.com/watch?v=yVaM30PVvzU
    http://www.hindigeetmala.com/movie/dharam_veer.htm
    http://www.hindigeetmala.com/movie/charandas.htm

    No comments:

    Post a Comment